Posts

Showing posts from July, 2018

Hum Aapko Nahi Baadhte

Image
Tum mein, humein koi aapna sa dikha, Saath hi humein kuch daarsa bhi dikha, Aapki khosis humare liye dekh kr aacha laga, Par kahi khawb bankar bikhar sa bhi gaya, Yeh na hain, tumhari galti aur na humari….. Kismat ka khel hain, joh yeh sab karva gaya. Pyaar krta aazaad hain Yeh hum hain jaantein.. Yahi kaaran hain,  Hum aapko nahi baadhte. Phir daar kis baat ka aapko,  dil mein joh hain batlayein. Vaada kartein hain hum aapse Bura hum na maanege. Jab bhi koi dukh ho Humein yaad krna aap, Hum jaaror aapko hasayege. -           Written by Anuradha Bose *Keep reading my blogs for more amazing posts like this.

Phir Laut Aatein Hain

Image
Voh kehtein   hain ki pyaar karte hain humein, Aksar puchtein hain ki, Kya koi shikayat ya gila hain tumein, Par kaisa baaya kaare unhe, Ki bari Ajeeb Daasta Hain Yeh. Lage unki baatein hain koi sitam jaise, Par unki muskuhaarat bhula de cheeze aise, Ki maano khushiyo ka pitaara ho woh humaare, Jaane kyon khush dekh kr unhe mile humein khushi. Asksar bol jaate hain voh humein ki, Dard hum tumhe na dena chahtein; Soch mein pare hain humare ki, Hain kya beech humaarein. Yeh toh mujhe nahi pata, Magar yeh bolna chahe ge hum unhe, Ki har rishte ka naam ho, yeh zaroori nahi Kuch silsile…. khud hi baan jaatein hain, Kitna bhi dur jaao unse, Wapas unke paas phir laut aatein hain. -           Written by Anuradha Bose Thanks! For visiting my blogs. If you really liked my creativity don’t forget to share it.

Motivational Short Hindi Poem

Image
Hum chahe toh zaamane ke,          Har mukaam ko paar kr sakte hain, Agar dil mein saachi chahat aur lagan hain. Fizayein aur bhagwaan bhi tere saath hain raahi, Agar tu khud ke saath khara hain, Koi na puchega tujhe kuch bhi Agar tere pass na gyaan aur na paisa hain. Joh bhi hain tu hain, aur kuch bhi na tera hain, Khaali haath aaya tha raahi, tujhe khaali haath hi laut jaana hain. Bus koshish ek dafaaa krle tu zara, Aapna iss jaha mein kahi naam kamale zara, Ki tera naam jaha zikr ho, Waha tujhe sab pehchanle zara. -           By Anuradha Bose *Thanks! For reading and supporting friends. Keep on sharing so that it could reach out for people and I feel more motivating.

Like My Facebook Page